kya pyar aisa hota hai

Jab sai khoya hai tumko
Sirf teri hi ati hai yaad
Tumhari har aik sooch, Har aik baat
Zaindgi main aisa kuun hua
Main nain aisa kuum kiya
Tum nai mujay sab kuch diya
Laikin main nai tum sai kuch naheen liya
Galati thi meri, Zindagi thi teri
Laikin ab mujay pata chala
wo ho na saka jo main nai soocha
mujay maaf kar do kuun kai ye sirf aik tha payar ka dhoka....

No comments: